Tere mera rishta naya naya
Ruhaani sa ruhaani sa
Thoda meetha sa namkeen sa
Pakeezah pakeezah
Huyi zindagi khushnuma
Pakeezah pakeezah
Jee le isey jee bharke ya
Sang ikk duje ke muskura
Tohda khuda ka hai humko mila
Pakeezah pakeezah
Oh mere humdam mere humsafar
Tu chaahata hai kya sab mujhko hai khabar
Ab tu hi ibaadat ab tu hi mazhab
Hum pe barsa hai kaisa yeh noor
Pakeezah pakeezah pakeezah
Pakeezah pakeezah pakeezah
Tu meri jaan hai yeh tujhko thi khabar
Phir chala kyun gaya mujhko yun chhod kar
Ab toh dard hi dard ka sailaab hai
Ho gaye jaane kyun door
Alvida alvida alvida
Alvida alvida alvida
Pakeezah pakeezah pakeezah
Pakeezah pakeezah pakeezah