Aadhi Saans Meri Aadhi Hai Teri
Jo Mere Inn Hatho Me Hai
Wo Lakeerein Teri
Hon Hi Nahi Main Muqammal Tere Bin
Hon Hi Nahi Main Mayassar Tere Bin
Aadhi Saans Meri aadhi Hai Teri
Jo Mere Inn Hatho Me Hai wo Lakeerein Teri
Har Safer Mera Sajta Hai
Jab Kadam Pe Kadam Tu Rakhta Hai
Dekhun Jab Jab Main Tujhe
Teri Hawaon Me Dil Udta Hai
Tu Aashiqui Tu Hi Khushi Hai
Tu Aasma Meri Tu Hi Jami
Door Hua Hon Main Sabse
Tu Khwab Mere Saja Jaa Naa
Aadhi Saans Meri Aadhi Hai Teri
Jo Mere Inn Hatho Me Hai Wo Lakeerein Teri