Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Ishq Nahi Aasan Lyrics – इश्क नहीं आसान लिरिक्स by Dev Negi, Palak Muchhal
Bollywood · Hindi

Ishq Nahi Aasan Lyrics – इश्क नहीं आसान लिरिक्स by Dev Negi, Palak Muchhal

Director: Ishwar Kumar
Album: Anari Is Backk (2023)
Released: 08 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Chahata rahu tujhe be intehaan
Chahe dene pad jaye sau intehaan
Chahata rahu tujhe be intehaan
Chahe dene pad jaye sau intehaan
Khushiyan de ashiqon ko
Deta kabhi ye gham...
Hota hi jaye zyada
Hota nahi yeh kam
Ishq nahi aashan sanam
Dil se hota hai ye shuru
Jaan pe hota hai ye khatam
Oh oh oh oh oh
Maine khuda se hai pucha
Tujhsa kohi nahi duja
Tere liye karu sazda
Tujhse ab hai kya parda... oh ho oh
Hum hum hoon
Paya tujhe hai jis pal se
Sikha hai jeena us pal se
Teri mujhe toh aadat hai
Sanson ki tu rahat hain
Ishq nahi aashan sanam
Dil se hota hai ye shuru
Jaan pe hota hai ye khatam
“chaha tujhe tahe dil se
Hashil kiya hai mushkil se
Tujhko kasam na kho jana
Durr na mujhse ho jana ha aha ha
Ishq toh mera sachha hai
Na dil ka dhaga kachha hai
Samjh mere jazbaton ko...
Chhodna mere hathon ko
Ishq nahi aashan sanam
Dil se hota hai ye shuru
Jaan pe hota hai ye khatam
Oh oh oh oh oh
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Ishq Nahi Aasan Lyrics – इश्क नहीं आसान लिरिक्स by Dev Negi, Palak Muchhal
Singer
Dev Negi, Palak Muchhal
Director
Ishwar Kumar
Album
Anari Is Backk (2023)
Released
08 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner