Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Aisi Teri Yaadein Lyrics – ऐसी तेरी यादें लिरिक्स – Jubin Nautiyal
Bollywood · Hindi

Aisi Teri Yaadein Lyrics – ऐसी तेरी यादें लिरिक्स – Jubin Nautiyal

Singer: Jubin Nautiyal
Director: Rocky-Jubin
Released: 23 Nov 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Aisi teri yaadein hain bujhne ke baad mein bhi
Jalti hi rehti hai jalti hi rehti hai
Aisi teri baatein hain rukne ke baad mein bhi
Chalti hi rehti hai chalti hi rehti hai
Aisi bekaraari ka kya phir kare
Yeh dil tu hi bhala yeh bata
Aisi is khumaari ka kya phir kare
Yeh dil tu hi bhala yeh bata
Saath mera agar tum de do
Mera agar tum de do
Mera agar tum de do saathiya
Thodi yaadein nayi si de do
Baatein nayi si de do
Yaadein nayi si de do saathiya
Taaron ki raat mein mehfil saji hai
Sooni tere bin sooni yeh chaandni hai
Dil ko sataata jo tera hi noor hai
Mera kasoor hai na tera kasoor hai
Noor beshumaar tha
Humko tumse pyar tha
Aaj bhi hai kyun tu bata
Saath mera agar tum de do
Mera agar tum de do
Mera agar tum de do saathiya
Thodi yaadein nayi si de do
Baatein nayi si de do
Yaadein nayi si de do saathiya
Haathon mein mere teri lakeer hai
Milti nahi hai phir bhi saath taqdeer hai
Mil ke bhi mil na paaye kaisa naseeb hai
Door hai tu mujhse phir bhi dil ke kareeb hai
Dil ka tu karaar tha
Tera intezaar tha
Aaj bhi hai kyun tu bata
Saath mera agar tum de do
Mera agar tum de do
Mera agar tum de do saathiya
Thodi yaadein nayi si de do
Baatein nayi si de do
Yaadein nayi si de do saathiya
Saath mera agar tum de do
Mera agar tum de do
Mera agar tum de do saathiya
Thodi yaadein nayi si de do
Baatein nayi si de do
Yaadein nayi si de do saathiya
Aisi teri yaadein hain
Bujhne ke baad mein bhi
Jalti hi rehti hai jalti hi rehti hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Aisi Teri Yaadein Lyrics – ऐसी तेरी यादें लिरिक्स – Jubin Nautiyal
Singer
Jubin Nautiyal
Director
Rocky-Jubin
Released
23 Nov 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner