Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Tum Aaye Ho Toh Lyrics – तुम आये हो तो लिरिक्स by Jubin Nautiyal
Bollywood · Hindi

Tum Aaye Ho Toh Lyrics – तुम आये हो तो लिरिक्स by Jubin Nautiyal

Singer: Jubin Nautiyal
Director: Rocky - Jubin
Released: 18 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Tum aaye ho toh
Yun lagta hai
Ke aayi hai phir zindagi
Yun shaam se toh
Hai khamoshi
Mehfil kaise yahan phir shuru hui
Kyun yeh sama badal sa gaya hai
Kya yeh tumhe kuch ehsaas bhi hai
Tum aaye ho toh
Yun lagta hai
Saansein le aayi phir zindagi
Tum aaye ho toh
Yun lagta hai
Ke aayi hai phir zindagi
Yun shaam se toh
Hai khamoshi
Mehfil kaise yahan phir shuru hui
Hmmmm hmmmm hmmm...
Milte ho jab tum
Lagti haseen yeh zindagi
Manzil na ho toh
Ho tera saath hi sahi
Hai aasman se gehra mera yakeen
Tum aaye ho toh
Yun lagta hai
Har lamha hai ek zindagi
Yun shaam se toh
Hai khamoshi
Mehfil kaise yahan phir shuru hui
Hmmmm hmmmm hmmm...
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Tum Aaye Ho Toh Lyrics – तुम आये हो तो लिरिक्स by Jubin Nautiyal
Singer
Jubin Nautiyal
Director
Rocky - Jubin
Released
18 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner