Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Sher Khul Gaye Lyrics – शेर खुल गया लिरिक्स – Fighter
Bollywood · Hindi

Sher Khul Gaye Lyrics – शेर खुल गया लिरिक्स – Fighter

Director: Vishal & Sheykhar
Album: Fighter (2023)
Released: 15 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Haq Hai Humko Kuch Aaj Karlein
Dunia Chahe Aitraaz Karle
Bigde Zyada Sudhre Huye Kam
Ab Todenge Har Kayda Hum
Hosh Nahin Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Mujhse Nashe Mein Galti Ho Jaani Hai Aaj Toh
Yaara Sambhalna Koi Ho Jaye Naraz Jo
Main Aaj Badmash Ho Raha Hun Kal Shareef Tha
Bigda Hisab Dil Ka Pehle Toh Yeh Thik Tha
Hosh Nahin Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Sher Khul Gaye Lyrics – शेर खुल गया लिरिक्स – Fighter
Singer
Vishal & Sheykhar, Benny Dayal, Shilpa Rao
Director
Vishal & Sheykhar
Album
Fighter (2023)
Released
15 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner