Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Mera Apana Aasma Lyrics – मेरा अपना आसमा लिरिक्स – Akelli
Bollywood · Hindi

Mera Apana Aasma Lyrics – मेरा अपना आसमा लिरिक्स – Akelli

Singer: Romy
Director: Mehul Vyas
Album: Akelli
Released: 14 Oct 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Raah Takta Hai Kahin Par
Mera Apana Aasma
Mere Seheme Se Paron Mein
Hausalon Ki Bhar Hawa
Raah Takta Hai Kahin Par
Mera Apana Aasma
Mere Seheme Se Paron Mein
Hausalon Ki Bhar Hawa
Arz Ye Sun Jara Kaun Hai Mera Yahaan
Ek Bas Tere Siwa Jo Ho Teri Raza
Khul Jaaye Har Gira To Ho Jaaun Main Riha
Maya Ke Aandhiyon Mein Aaj Kitna Zor Hai
Thaam Kar Rakhi Hai Maine Aashaqui Ye Dor Hai
Raat Hai Lambi Ghani Par Mujhko Itna Hai Yakeen
Hai Khadi Mere Liye Us Chor Par Ek Bhor Hai
Karde Roshan Raah Meri Phir Se Bhar Loon Main Udaan
Dikha Tu Aasmaan
Kaun Hai Mera Yahaan
Ek Bas Tere Siwa Jo Ho Teri Raza
Khul Jaye Har Gira To Ho Jaaun Main Riha
Chal Di Main Chal Di Rab
Main Rukti Na Main Thamti Na Main
O Rukti Na Rukti Na Main
Chal Di Main Chal Di Rab
Main Rukti Na Main Thamti Na Main
Ho Bhale Pehre Hazaaron
Ab Mujhe Rukna Nahin
Jab Talak Manzil Na Paaun
Mujhko Yun Thakna Nahin
Har Parinda Sun Ke Kehede
Har Parinda Sun Ke Kehede
Mere Is Pariwaz Ko
Aaj Tufano Ke Aage
Ab Mujhe Jhukna Nahin
Jhukna Nahin
Dhadkan Aur Saans Meri
Tere Dum Se Hai Rawan
Arz Ye Sun Jara Kaun Hai Mera Yahaan
Ek Bas Tere Siwa Jo Ho Teri Raza
Khul Jaaye Har Gira To Ho Jaaun Main Riha
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Mera Apana Aasma Lyrics – मेरा अपना आसमा लिरिक्स – Akelli
Singer
Romy
Director
Mehul Vyas
Album
Akelli
Released
14 Oct 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner