Fuk Fuk Fuk Fuk Fukrey
Fuk Fuk Fuk Fuk Fukrey
Welcome To The Third Season
Ok Start
Dil Mein Bubble Hai Foote
Tu Kyun Jaane Na
Sachhe Hai Hum Na Jhoothe
Tu Kyun Maane Na
Tere Diwano Mein Meri Diwani Tu
Chal Baat Aage Badha
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare
Hum Kya Karein Ji Kya Karein
Firte Hain Maare Maare
Chehra Tera Jo Dekha
Hum To Dil Ye Haare
Tere Liye Din Mein Dikhte Hain Taare
Chakkar Mein Tere Jee Reh Gaye Kunware
Saawariyan Mera Bawariya Mera
Dekho Na Aaya Dhoom Machane
Wo Taake Jhaake Wo Pyaari Aankhein
Dekho Na Aaya Rang Jamane
Dil Ko Jalane Aaye
Chakkar Chalane Aaye
Aage Badhegi Kaise
Tujhko Manane Aaye
Dil Lo Hawa Mein Uda
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare
Chalti Ka Naam Hai Gaadi
Gaadi Ka Naam Farara
Baith Tu Paas Mein Mere
Tujhko Dikha Doon Main Tara
Warrant Mera Tu Jaari Kar Gayi
Kuch To Kala Kalakari Kar Gayi
Aise Na Tevar Dikha
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare
Aayein Hai Dekho Jara
Ve Fukrey Saare