Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai Lyrics – इश्क़ तोह इश्क़ जैसा है
Bollywood · Hindi

Ishq Toh Ishq Jaisa Hai Lyrics – इश्क़ तोह इश्क़ जैसा है

Singer: Javed Ali
Director: Parthasakha Daskabi
Album: Ajmer 92
Released: 28 Jul 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Ho Umra Se Lambi Jiski Baahein
Chup Rahe Lab Bole Nigahein
Rab Ki Barse Nemat Tujhpe
Rab Ki Barse Nemat Tujhpe
Jo Dil Tera Kisi Dil Ko Chahe
Jo Dil Tera Kisi Dil Ko Chahe
Aadaton Mein Dekho Ghul Raha Ishq Hai
Lahu Banke Ragon Mein Chal Raha Ishq Hai
Nasha Banke Sar Pe Chadh Raha Ishq Hai
Ishq Mein Dekho Kaise Dhal Raha Ishq Hai
Na Aisa Hai Na Waisa Hai
Kaise Kahe Koi Kaisa Hai
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai
O Na Aisa Hai Na Waisa Hai
Kaise Kahe Koi Kaisa Hai
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai
Sapno Maaro Hai Ishq
Sapno Maaro Hai Ishq
Teri Baatein Saari Har Baari
Mujhko To Yun Sachhi Lage
Aankhon Se Padhloon Aankhein Teri
To Phir Ye Duniyan Achhi Lage
O Teri Baatein Saari Har Baari
Mujhko To Yun Sachhi Lage
Aankhon Se Padhloon Aankhein Teri
To Phir Ye Duniyan Achhi Lage
O Gulabi Rang Tere Sang Ka
Yaariyan Baaki Fiki Lage
Rang Tune Dekha Ghul Raha Ishq Hai
Hawa Banke Saanson Mein Chal Raha Ishq Hai
Dawa Banke Dard Se Lad Raha Ishq Hai
Ishq Mein Dekho Kaise Dhal Raha Ishq Hai
Maaro Ishq Hai
Ishq Hai Ishq Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Ishq Toh Ishq Jaisa Hai Lyrics – इश्क़ तोह इश्क़ जैसा है
Singer
Javed Ali
Director
Parthasakha Daskabi
Album
Ajmer 92
Released
28 Jul 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner