Saaqiya
Mere Saaqiya
Maine Pucha Ye Rab Se
Maine Pucha Rehbar Se
Pilaya Hai Jis Dilber Ne
Maine Pucha Ye Sab Se
Kya Sare Alag Hain
Ya Saare Saag Ke Thag Hain
Aaya Jhoom Ke Jawaab
Saki Hai Rab Ka Sabaab
Naam Sabka Ek Hai
Haan Sab Main Hi To Rab Hai
Peena Hai Mujhko Mere Aansuon Se
Tune Ye Mumkin Kar Diya
Dhadkan Ye Bole Teri Bandagi Ne
Kaise Ye Haasil Kar Diya
Kahi Mujhmein Tu Hai
Mujhmein Tu Hai
Kahi Tujhmein Main Hoon
Tujhmein Main Hoon
Ye Sauda Humne Kaise Kar Liya
Saaqiya
Saaqiya
Jaam Chalka Aaj Mera
Saaqiya
Saaqiya
Saaqiya
Jaam Chalka Aaj Dekho Mera