Jaadu Chala Hai Bekabu Hai Dil Ye Mera
Chai Hai Kaisi Madhoshiyan
Jaadu Chala Hai Bekabu Hai Dil Ye Mera
Chai Hai Kaisi Madhoshiyan
Dekha Hai Jabse Ye Maasum Sa Chehra Tera
Aankhon Mein Teri Ranginiyan
Haale Dil Kya Kehena
Sang Mere Tu Rehena
Tujhmein Basi Hai Zindagi
Ye Pal Rahe Ya Na Rahe
Bas Aaj Ki Hai Fikar
Jo Tu Hai Mila
To Jeelun Jara Ye Zindagi
Ye Pal Rahe Ya Na Rahe
Bas Aaj Ki Hai Fikar
Jo Tu Hai Mila
To Jeelun Jara Ye Zindagi
Zindagi Hai Bandagi Hai Hai Ibadat Ishq Mein
Bheegta Hi Ja Raha Hoon Ishq Ki Baarish Mein
Jannatein Jahan Mile Bas Theher Jaye Pal Abhi
Hai Gujarish Rab Se Meri Hum Juda Na Ho Kabhi
Tere Khayalon Mein Dube Din Raaton Mein
Koi Hai Aisi Dillagi
Ye Pal Rahe Ya Na Rahe
Bas Aaj Ki Hai Fikar
Jo Tu Hai Mila
To Jeelun Jara Ye Zindagi
Jaadu Chala Hai Bekabu Hai Dil Ye Mera
Chai Hai Kaisi Madhoshiyan
Dekha Hai Jabse Ye Maasum Sa Chehra Tera
Aankhon Mein Teri Ranginiyan
Haale Dil Kya Kehena
Sang Mere Tu Rehena
Tujhmein Basi Hai Zindagi
Ye Pal Rahe Ya Na Rahe
Bas Aaj Ki Hai Fikar
Jo Tu Hai Mila
To Jeelun Jara Ye Zindagi
Ye Pal Rahe Ya Na Rahe
Bas Aaj Ki Hai Fikar
Jo Tu Hai Mila
To Jeelun Jara Ye Zindagi