Tune Didaar Diya Chandani Raat Ho Rahi Hai
Khush Hoon Main Tere Pyaar Ki Barsaat Ho Rahi Hai
Unko Dekha Peheli Baar Mein Dil De Baithe Sanam
Piya Ke Baazaar Mein Kasam Se Lut Gaye Hum

Ab Chod Di Haya Humne Ab Chod Di Sharam

Soye Soye Din Hain Mere Khoi Khoi Raatein Hain
Mere Paas Ab To Unki Kitni Fariyadein Hain
Jaage Jaage Armaa Mere Mujhko Satate Hain
Unke Bina Jeena Mushkil Mujhko Batate Hain
Ab Chod Di Haya Humne Ab Chod Di Sharam
Unko Dekha Peheli Baar Mein Dil De Baithe Sanam
Piya Ke Baazaar Mein Kasam Se Lut Gaye Hum
Bheega Bheega Aalam Sara Sila Sila Mausam Hai
Bada Beimaan Sharabi Mera Dilojaanam Hai
Ishq Bhari Aankhon Se Wo Thoda Thoda Pita Hai
Naino Se Wo Jaan Lele Bade Shauk Se Jeeta Hai