Dil Ke Jazbaat Chaho Bhi To Rukte Nahin
Ishq Aur Mushk Chupaye Chupte Nahin
Tum Agar Mere Zindagi Mein Aajao Sanam
Main Waada Karta Hoon Tumse Tumhein Hi Chahunga Dilse

Tum Agar Meri Aashaqui Mein Aajao Sanam

Meri Chaiyyan Banke Rehna
Har Dhoop Ke Mausam Mein
Mera Sath Nibhana Jaana
Meri Khushiyon Mein Mere Gum Mein
Tum Agar Meri Bekhudi Ban Jao Sanam
Main Waada Karta Hoon Tumse Tumhein Hi Chahunga Dilse
Main Waada Karta Hoon Tumse Tumhein Hi Chahunga Dilse
Barsaat Jab Bhi Aaye
Tum Bahaar Banke Raina
Tum Umra Bhar Ae Jaana
Mera Pyaar Banke Raina
Tum Meri Aawaargi Ban Jao Sanam