Har Waqt Kiya Karte Hain
Hum Tumhari Hi Baatein
Bada Bechain Karti Hai
Hamare Dil Ko Tumhari Yaadein
Teri Aankhon Mein Hum Apni Duniyan Dekhte Hain
Tere Hi Khabon Mein Hum To Khoye Rehte Hain
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
Teri Aankhon Mein Hum Apni Duniyan Dekhte Hain
Tere Hi Khabon Mein Hum To Khoye Rehte Hain
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
Tera Mera Rishta Yaara Yun Hi Nahin Hai
Kuch Na Kuch To Pehele Ka Hai Ishq Jaanasheen Hai
Zindagi Lage Bemani Tu Jo Nahin Hai
Tu Jahaan Rahe Mera Bhi Aasra Wahin Hai
Tere Saanson Mein Hum Apni Dhadkan Dekhte Hain
Tere Hi Khabon Mein Hum To Khoye Rehte Hain
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
Tera Mujhse Milna Yaara Jaise Ek Paheli
Ye Paheli Ban Gayi Hai Ab Meri Saheli
Ishq Aur Mohobbat Ka Hai Ye To Khel Saara
Lage Khoobsurat Jaise Dulhan Naveli
Teri Baaton Mein Hum Apni Kahaani Dhundhate Hain
Tere Hi Khabon Mein Hum To Khoye Rehte Hain
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber
O Mere Jaaniya
O Mere Dilber