Jannat Se Hokar Hawayein Chali
Kiski Ye Mujhko Duaayein Mili
Jannat Se Hokar Hawayein Chali
Kiski Ye Mujhko Duaayein Mili
Saara Wajud Mera Dol Raha Hai
Saara Wajud Mera Dol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai
Mera Dil Mujhse Hi Ab Aise Juda Hai
Mere Mann Ke Mandar Ka Ab Tu Khuda Hai
Mera Dil Mujhse Hi Ab Aise Juda Hai
Mere Mann Ke Mandar Ka Ab Tu Khuda Hai
Jaane Ye Kaisa Safar Hota Hai Tujhse Shuru
Ye Nigahein Jidhar Tu Dikhe Kabku
Katra Katra Shabnam Ghol Raha Hai
Katra Katra Shabnam Ghol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai
Teri Aankhon Se Khuda Bol Raha Hai