Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Tumhari Baatein Karnaa Lyrics – तुम्हारी बातें करना
Bollywood · Hindi

Tumhari Baatein Karnaa Lyrics – तुम्हारी बातें करना

Singer: Kavya Limaye
Director: Himesh Reshammiya
Album: Himesh Ke Dil Se
Released: 19 Aug 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Dil Mera Aashiq Hai Baharon Ka Magar Sath Sath
Dil Mera Gulam Hai Tere Aankhon Ke Isharon Ka
Tum Pe Marna Tumhari Baatein Karnaa
Tum Se Milkar Hazaar Aahe Bharna
Meri Ye Zindagi Mein Jab Se Aaye Tum
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum
Ho Tum Pe Marna Tumhari Baatein Karnaa
Tum Se Milkar Hazaar Aahe Bharna
Meri Ye Zindagi Mein Jab Se Aaye Tum
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum
Ye Chaand Raatein Ye Khushnuma Hawa
Suno Ye Kya Kahe Tu Hi To Hai
Mere Dard Ki Dawa
Bahaar Aaye Jab Tum Muskurate Ho
Hazaron Mein Sanam Tum Hi To Ho
Jo Mera Dil Churate Ho
Meri Ye Zindagi Mein Jab Se Aaye Tum
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum
Ye Gumshuda Samaan Aawaargi Ke Din
Ye Manzil Meri Ye Zindagi Meri Adhuri Tere Bin
Hai Bepanaah Junoon Hai Dhadkane Jawaa
He Mere Humnava Jaha Mein
Tum Se Pyaara Koi Hai Kaha
Meri Ye Zindagi Mein Jab Se Aaye Tum
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum Ho Ho
Dil Ho Gaya Gum
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Tumhari Baatein Karnaa Lyrics – तुम्हारी बातें करना
Singer
Kavya Limaye
Director
Himesh Reshammiya
Album
Himesh Ke Dil Se
Released
19 Aug 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner