Kahin Na Kahin Dil Mein Tu Reh Gaya
Kahin Na Kahin Dil Mein Tu Reh Gaya
Baki To Sab Kuch Aankhon Se Beh Gaya
Baki To Sab Kuch Aankhon Se Beh Gaya
Tu Reh Gaya
Kahin Na Kahin Dil Mein Tu Reh Gaya
Kal Jo Kareeb Tha
Hai Aaj Door Wo
Mujhko Khuda Bata
Aisa Kiya Kyun
Roya Main Toot Ke
Lekin Ruka Nahin
Koshish Hazaar Ki
Maana Nahi Wo
Wo Sang Sang Yaadein
Bhi Le Gaya
Wo Sang Sang Yaadein
Bhi Le Gaya
Baki To Sab Kuch Aankhon Se Beh Gaya
Baki To Sab Kuch Aankhon Se Beh Gaya
Tu Reh Gaya
Tu Reh Gaya
Kahin Na Kahin Dil Mein Tu Reh Gaya
Kahin Na Kahin Dil Mein Tu Reh Gaya