Main Hasta Hoon To Teri Yaad Aati Hai
Main Rota Hoon To Teri Yaad Aati Hai
Teri Mohabbat Ki Yaadon Ko
Ye Dhadkane Kambakht Bhool Nahin Paati Hain
O Yaara Ishq Mera Nibhana
Mausam Ki Tarah Kahin Tum Badal Na Jaana

Tumse Mera Jazba Hai Tumse Betabiyan
Tumse Mere Sapne Hain Tumse Zindaganiyan
Ho Tumse Mera Jazba Hai Tumse Betabiyan
Tumse Mere Sapne Hain Tumse Zindaganiyan
O Yaara Wada Tum Apna Nibhana
Mausam Ki Tarah Kahin Tum Badal Na Jaana
Mausam Ki Tarah Kahin Tum Badal Na Jaana
Meri Dhadkane Ye Tumse Ab Takaza Karein
Aao Aashaquika Jara Sa Izafa Karein
O Meri Dhadkane Ye Tumse Ab Takaza Karein
Aao Aashaquika Jara Sa Izafa Karein
Baat Meri Ye Na Thukrana