Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Jai Ho Bhole Lyrics – जय हो भोले – Pawandeep Rajan
Devotional · Hindi

Jai Ho Bhole Lyrics – जय हो भोले – Pawandeep Rajan

Singer: Pawandeep Rajan
Director: Salim Sulaiman
Released: 21 Feb 2022
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Shiv samadhi mein baithe
Shiv samadhi mein baithe
Parvati sang rahte
Haath jode bhakt bole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Haan tu hi mukti dwar khole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Shiv samadhi mein baithe
Parvati sang rahte
Haath jode bhakt bole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Haan tu hi mukti dwar khole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Ho man mein teri astha ki jyot jagi
Haan, hum bhi teri bhakti mein ho gaye bairagi
Shiv pe bhasm chadha hai
Dwar Nandi khada hai
Shiv pe bhasm chadha hai
Dwar Nandi khada hai
Khal odhe bhaal chandra
To yogagni bada hai
Shiv samadhi mein baithe
Shiv samadhi mein baithe
Sare Shivgan kehte hain
Rudra mala tu pirole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Haan damaru pe sansar dole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Shiv samadhi mein baithe
Parvati sang rahte
Haath jode bhakt bole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Haan tu hi mukti dwar khole
Jai Ho Bhole (Jai Ho Bhole)
Bhole Bhole
Jai Ho Bhole Jai Ho Bhole
Bhole Bhole
Jai Ho Bhole Jai Ho Bhole
Shiv samadhi mein baithe
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Jai Ho Bhole Lyrics – जय हो भोले – Pawandeep Rajan
Singer
Pawandeep Rajan
Director
Salim Sulaiman
Released
21 Feb 2022
Genre
Devotional
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner