Dheere Dheere Mera Ishq Badhta Gaya
Aur Mujhse Kaha Na Gaya
Main Tera Ho Gaya Kya Se Kya Ho Gaya
Aur Mujhko Pata Na Chala
Dil Ko Kaun Ab Samjhaye
Tere Pichhe Pichhe Jaaye
Naam Tere Likhi Har Khushi
Dhadkan Saans Rukk Jaaye
Jab Tu Samne Aa Jaaye
Meri Samjho Jara Bebasi
Dheere Dheere Mera Ishq Badhta Gaya
Aur Mujhse Kaha Na Gaya
Main Tera Ho Gaya Kya Se Kya Ho Gaya
Aur Mujhko Pata Na Chala...
Mere Shaamon Sehar Tere Dil Ke Shehar
Mein Hi Guzre Dua Hai Meri
Baat Ye Jaan Lo Chahe Jo Kuchh Bhi Ho
Jaan Tujhmein Basi Hai Meri
Aadhi Raat Ko Jag Jaaye
Jab Tu Khwaab Mein Na Aaye
Meri Samjho Zara Bebasi
Dil Ko Koun Ab Samjhaye
Tere Pichhe Pichhe Jaaye
Naam Tere Likhi Har Khushi
Dheere Dheere Mera Ishq Badhta Gaya
Aur Mujhse Kaha Na Gaya
Main Tera Ho Gaya Kya Se Kya Ho Gaya
Aur Mujhko Pata Na Chala
Dil Ko Kaun Ab Samjhaye
Tere Pichhe Pichhe Jaaye
Naam Tere Likhi Har Khushi
Dhadkan Saans Rukk Jaaye
Jab Tu Samne Aa Jaaye
Meri Samjho Jara Bebasi