Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Mere Hero Hai Woh Lyrics – मेरे हीरो हैं वो लिरिक्स from Haiwaan
Bollywood · Hindi

Mere Hero Hai Woh Lyrics – मेरे हीरो हैं वो लिरिक्स from Haiwaan

Director: Pritam
Album: Haiwaan
Released: 21 Aug 2026
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Leke janam pehla pehla kadam
Jab chalte hai hum ungli thaame koi
Yun meherbaan pyaar ka aasmaan
Kaun hai woh yaha batade koi
Hmm mmm hmm mmm
Leke janam pehla pehla kadam
Jab chalte hai hum ungli thaame koi
Yun meherbaan pyaar ka aasmaan
Kaun hai woh yaha batade koi
Bachpan mein mele dekhe the
Jin kandho pe hi chadhke humne sadaa
Yun to kayi naam hai
Par maine unhe pappa hai kaha
Mere hero hai woh
Mere hero hai woh
Woh karte hai pyaar har roop mein
Chhaanv hai woh har ghani dhoop mein
Unsa koi saare jag mein nahi
Bhulte hai nahi apne waade koi
Leke janam pehla pehla kadam
Jab chalte hai hum ungli thaame koi
Bachpan mein mele dekhe the
Jin kandho pe hi chadhke humne sadaa
Yun to kayi naam hai
Par maine unhe pappa hai kaha
Mere hero hai woh
Mere hero hai woh
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Mere Hero Hai Woh Lyrics – मेरे हीरो हैं वो लिरिक्स from Haiwaan
Singer
Shaan, Vanika Nayak
Director
Pritam
Album
Haiwaan
Released
21 Aug 2026
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner