Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Raabta Lyrics – राबता लिरिक्स – Jubin Nautiyal
Bollywood · Hindi

Raabta Lyrics – राबता लिरिक्स – Jubin Nautiyal

Singer: Jubin Nautiyal
Director: Chirantan Bhatt
Released: 08 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Pehele Duaon Mein Raha Karta Tha
Pehele Duaon Mein Raha Karta Tha
Duniyan Jahan Ki Dua Karta Tha
Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya Dil Ne
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya
Pehele Umeedon Mein Mita Karta Tha
Dil Ke Isharon Pe Bika Karta Tha
Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya Dil Ne
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya
Hathon Ko Mere Dua Mil Gayi
Andhere Ko Mere Subah Mil Gayi
Zami Chahiye Na Falak Chahiye
Jaati Ho Tujh Tak Wo Sadak Chahiye
Tu Mila To Sab Hi Chod Diya
Tujhmein Rehke Tujhko Odh Liya
Dil Ka Raasta Ab Maine Tujhse Jod Liya
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya Dil Ne
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya
Pehele Duaon Mein Raha Karta Tha
Duniyan Jahan Ki Dua Karta Tha
Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dil Ne To Maangna Hi
Dil Ne To Maangna Hi
Dil Ne To Maangna Hi Chod Diya
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Raabta Lyrics – राबता लिरिक्स – Jubin Nautiyal
Singer
Jubin Nautiyal
Director
Chirantan Bhatt
Released
08 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner