Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Dil Jhoom Lyrics – दिल झूम
Bollywood · Hindi

Dil Jhoom Lyrics – दिल झूम

Director: Mithoon
Album: Gadar 2
Released: 05 Aug 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Ye Shokh Ye Shararat
Ye Nafasat Nazakat
Ye Shokh Ye Shararat
Ye Nafasat Nazakat
Bahot Khoobsurat Ho
Bahot Khoobsurat Ho
Aap Sar Se Paanv Tak
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Tumhein Hoor Hoor
Kisi Hoor Hoor
Haan Hoor Sa Ye Paye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoomta Reh Jaye
Sabse Juda Hai Teri Adayein
Dil Tera Kayal Ho Hi Gaya
Zulfein Ye Teri Kaali Ghatayein
Dhoop Mein Baadal Mil Hi Gaya
Ye Teri Nigahein Karam Farma Hai
Tu Mujhpe Hua Meharbaan
Haan Main
Kaise Bhulaun Aap Ki Inayat
Bahot Khoobsurat Ho
Bahot Khoobsurat Ho
Aap Sar Se Paanv Tak
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Tumhein Hoor Hoor
Kisi Hoor Hoor
Haan Hoor Sa Ye Paye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoomta Reh Jaye
Baatein Ye Teri Jaise Duayein
Main Inmein Shamil Ho Hi Gaya
Dil Mein Tumhare Thoda Sa Hissa
Haan Mujhko Hasil Ho Hi Gaya
Yeh Dil Bhi Tumhara Tumhari Tarah Hai
Jo Khushiyan Mujhe De Raha
Ho Tum Jis Bhi Jagah Pe
Wahin Pe Ho Raunak
Bahot Khoobsurat Ho
Bahot Khoobsurat Ho
Aap Sar Se Paanv Tak
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom Jaye
Tumhein Hoor Hoor
Kisi Hoor Hoor
Haan Hoor Sa Ye Paye
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoom Jhoom
Dil Jhoomta Reh Jaye
Jhoomta Reh Jaye
Khuda Ab Banata Nahin Aise Chehre
Nigahein Yeh Ja Ja Ke Haan Jinpe Thehre
Jinhein Dekhne Se Mile Dil Ko Raahat
Bahot Khoobsurat Ho
Aap Sar Se Paanv Tak
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Dil Jhoom Lyrics – दिल झूम
Singer
Arijit Singh & Mithoon
Director
Mithoon
Album
Gadar 2
Released
05 Aug 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner