Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Aashiqon Ki Mehfil Lyrics – आशिक़ों कि मेहफ़िल लिरिक्स by Payal Dev & Stebin Ben
Bollywood · Hindi

Aashiqon Ki Mehfil Lyrics – आशिक़ों कि मेहफ़िल लिरिक्स by Payal Dev & Stebin Ben

Director: Payal Dev
Released: 15 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Ho Gayi Hai Bahot Teri Man Marziyaan
Ab Tu Sunle Jara Ishq Ki Arziyaan
Phir Shuru Ho Gayi Teri Besharmiyaan
Kyun Samajhte Nahin Meri Khamoshiyaan
Itna Satao Na Dil Ko Jalao Na
Door Hato Humse Hath Lagao Na
Husn Ka Maan Bura Haal Mera Dekh Meri Jaan
Aashiqon Ki Mehefil Mein Kabse Khade Hain
Aashiqon Ki Mehefil Mein Kabse Khade Hain
Ek Nigaah Galti Se Hum Pe Bhi Daalo
Baad Mein Zamane Se Tum Ishq Karna
Aag Jo Lagi Hai Wo Pehele Bujhalo
Aashiqon Ki Mehefil Mein Lakhon Khade Hain
Kyun Nigaah Apni Main Tumpe Hi Daalun
Is Kadar Hain Hoon Ki Sara Zamana
Roa Humse Keheta Hai Apna Bana Lo
Is Tarah Nazakat Se Palke Jhukana
Tumhein Khoob Ata Hai Pagal Banana
Ho Baat To Isharon Mein Hum Keh Rahe Hain
Aur Tum Ye Kehete Ho Likh Ke Batana
Samajh Bhi Jaaona Paas To Aaona
Husn Ka Maan Bura Haal Mera Dekh Meri Jaan
Aashiqon Ki Mehefil Mein Lakhon Khade Hain
Kyun Nigaah Apni Main Tumpe Hi Daalun
Is Kadar Hain Hoon Ki Sara Zamana
Roa Humse Keheta Hai Apna Bana Lo
Tera Deedar Hua Dil Bimar Hua
Naino Se Jo Teer Chala Wo Dil Ka Paar Hua
Mera Deedar Hua Tu Bimar Hua
Naino Se Jo Teer Chala Wo Dil Ka Paar Hua
Husn Ka Maan Bura Haal Mera Dekh Meri Jaan
Aashiqon Ki Mehefil Mein Kabse Khade Hain
Ek Nigaah Galti Se Hum Pe Bhi Daalo
Aashiqon Ki Mehefil Mein Lakhon Khade Hain
Kyun Nigaah Apni Main Tumpe Hi Daalun
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Aashiqon Ki Mehfil Lyrics – आशिक़ों कि मेहफ़िल लिरिक्स by Payal Dev & Stebin Ben
Singer
Payal Dev & Stebin Ben
Director
Payal Dev
Released
15 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner