Aan Milo Sajna Sajna Re
Aan Milo Sajna
Aan Milo Sajna Sajna Re
Aan Milo Sajna
Ankhiyon Mein Na Aaye Neendiya
Ankhiyon Mein Na Aaye Neendiya
Bhayena Mohe Kajal Bindiya
Suna Pada Angana
Suna Pada Angana
Aan Milo Sajna Sajna Re
Aan Milo Sajna
Darmiyaan Doori Ye Doori Kyun Jaruri Hai Rabba
Mere Mehboob Ko Samjhaye Majboori Hai Rabba
Uske Bina Mera Sab Hai Adhura
Jinn Meri Ja Mera Rabb Hai Adhura
Chanda Aaye Taare Aaye
Chanda Aaye Taare Aaye
Aane Waale Saare Aaye
Aaye Tumhi Sang Na
Aaye Tumhi Sang Na
Aan Milo Sajna Sajna Re
Aan Milo Sajna