Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Dard Ka Naam Dard Ka Naam
Dard Ka Naam Dawa Rakha Hai
Dawa Rakha Hai
Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Teri Aankhon Mein Reheke Teri Saanson Mein Beheke
Teri Aankhon Mein Reheke Teri Saanson Mein Beheke
Zami Se Aasmaan Gale Mile Jahaan
Aao Un Fizaaon Mein Chale
Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Tere Liye To Maine Laakhon Kiye Hain Sajde
Tere Liye To Maine Laakhon Kiye Hain Sajde
Khabon Ka Tu Jahaan Jannat Ki Daastan
Subho Teri Zulfon Mein Khile
Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Dard Ka Naam Dard Ka Naam
Dard Ka Naam Dawa Rakha Hai
Dawa Rakha Hai
Deewano Ne Is Duniyan Mein
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai
Pyaar Ka Naam Haan Khuda Rakha Hai