Tere Khwabon Se Khayalon Se Ye Nata Hai
Tujhe Sochun To Ye Dil Khil Jata Hai
Meri Duniyan Saji Hai Kisi Khwab Si
Mere Khwabon Mein Bas Tu Hi To Aata Hai
Ab Tere Sang Laagi Hai Jo Yaariyaan
Saari Khushiyaan Hain Tujhpe Hi Waariyaan
Kahin Na Mann Laage
Kahin Na Mann Laage
Teri Hi Har Khushi
Tujhpe Ye Zindagi
Hai Maine Wariyan O
Hai Maine Wariyan
Shaam Ko Tujhse Jab Na Milun To
Subah Ki Laali Phir Bhaye Na
Hath Jo Rakh De Tu Chehre Pe
Din Ki Thakan Bhi Mit Jaye Na
Pyaar Teri Boli Kaan Mein Jo Ghole
Gun Guna De Mere Mahiya
Teri Nazrein Hain Maine Hi Utariyan
Saari Khushiyan Hai Tujhpe Hi Wariyaan
Kahin Na Mann Laage
Kahin Na Mann Laage
Teri Hi Har Khushi
Tujhpe Ye Zindagi
Hai Maine Wariyan O
Hai Maine Wariyan