Yun To Dil Aage Badh Liya Hai
Waqt Ne Patthar Mujhko Kar Diya Hai
Par Aaj Achanak Man Thehrasa
Jaise Fiza Ne Rooh Ko Chua Sa
Ye Sab Is Mausam Ki Hai Saajishein
Ye Baarishein
Kyun Yaad Tumhari Mujh Tak Na Aaye
Aadatein
Tumhari Phir Se Mujhko Sataye Baarishein
Kyun Yaad Tumhari Mujh Tak Na Aaye
Aadatein
Tumhari Phir Se Mujhko Sataye
Rangi Mausam Mein Bhi Sab Kuch Fika Lagta Hai
Aankhein Hoti Hain Nam Par Sabko Bheega Lagta Hai
Bas Likh Ke Apne Gum Gaata Hoon
Raahon Pe Aksar Tham Jaata Hoon
Jaise Tuti Ho Saari Khwahishein
Ye Baarishein
Kyun Yaad Tumhari Mujh Tak Na Aaye
Aadatein
Tumhari Phir Se Mujhko Sataye Baarishein
Kyun Yaad Tumhari Mujh Tak Na Aaye
Aadatein
Tumhari Phir Se Mujhko Sataye