Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Mere Soneya Lyrics – मेरे सोनेया लिरिक्स – Albert Lepcha
Bollywood · Hindi

Mere Soneya Lyrics – मेरे सोनेया लिरिक्स – Albert Lepcha

Singer: Albert Lepcha
Director: Kausar Jamot
Released: 23 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Soneya Soneya
Aankhon Mein Teri Mujhko Jagah Mil Gayi Hai
Ab Saans Lene Ki Waja Mil Gayi Hai
Aankhon Mein Teri Mujhko Jagah Mil Gayi Hai
Ab Saans Lene Ki Waja Mil Gayi Hai
Rab Ho Gaya Hai Meherbaan
O Mere Soneya
Ishq Mujhe Ho Gaya
Mere Seene Se Bhi Kuch To Hai Jo Khogaya
O Mere Soneya
Ishq Mujhe Ho Gaya
Mere Seene Se Bhi Kuch To Hai Jo Khogaya
Soneya
Tere Ishq Ki Khatir Main To
Chodun Ye Duniyadari
Jo Sunna Chahe Dil Ye
Wo Baatein Kehede Sari
Soneya
Tere Ishq Ki Khatir Main To
Chodun Ye Duniyadari
Jo Sunna Chahe Dil Ye
Wo Baatein Kehede Sari
Tu Hi Lafzon Mein Hai
Aur Tu Hi Lafzon Se Aage
Chalti Thi Jo Dhadkan
Ab Wo Tere Peeche Bhage
Tere Liye Dil Mujhse Ladne Laga Hai
Dheere Dheere Teri Or Badhane Laga Hai
Jayega Ab Ye Kahaan
O Mere Soneya
Ishq Mujhe Ho Gaya
Mere Seene Se Bhi Kuch To Hai Jo Khogaya
O Mere Soneya
Ishq Mujhe Ho Gaya
Mere Seene Se Bhi Kuch To Hai Jo Khogaya
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Mere Soneya Lyrics – मेरे सोनेया लिरिक्स – Albert Lepcha
Singer
Albert Lepcha
Director
Kausar Jamot
Released
23 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner