Ae
Haan Haan Haan Haan Haan
Kashmir Mein First Time Dekha Use Na
Ho Gaya Fida Main Soche Samjhe Bina
Mummy Ko Bhulaya Uska Sath Diya Na
Sorry Maine Ki Bahot Hi Galat Kiya Na
Ho Suru Hua Struggle
Ho Maine Gayi Badal
Meri Jane Man Jyade Mirchi
Na Khao Ho Jayegi Jalan
Na Re Na Baba Hua Murga Halaal Tu Magan
Main Jo Keheta Hoon Use Dhyan Se Tu Sun
Shubh Nahin Hota Kabhi Shaadi Ka Shagun
Bibiyo Mein Hota Thoda Gun Wala Gun
Life Ho Jaye Jhun Jhun
Main Jo Keheta Hoon Use Dhyan Se Tu Sun
Shubh Nahin Hota Kabhi Shaadi Ka Shagun
Bibiyo Mein Hota Thoda Gun Wala Gun
Life Ho Jaye Jhun Jhun
Late Night Ghar Jo Aate Kholti Na Door
Friend Pila De To Khaal Nochle Kathor
Pehele Girlfriend Ki Wo Rakhe Har Khabar
Drone Banke Peecha Kare Shak Bhari Nazar
Babushona Jaanu Keheke Wo Pukarti
Karwa Chauth Mein Wo Aarti Utarti
Khaab Mein Bhi Kuch Kaha To Bilbila Jaye
Sunte Raho Bas Wo Jo Kahe
O Wife Khanjar Lage
O Life Banzar Lage
O Mere Aahosh Mein
O Wo Bawander Lage
Hiriye Hai Maya
Ye Saajna Bichaya
Bibi Tu Bibi Tu Bibi Nahin Hai
Tu Bhutni Bhutni Bhutni Hai
Meri Jane Man Jyade Mirchi
Na Kha Hogi Re Jalan
Na Re Na Baba Na Re Na Baba
Hua Murga Halaal Tu Magan
Main Jo Keheta Hoon Use Dhyan Se Tu Sun
Shubh Nahin Hota Kabhi Shaadi Ka Shagun
Bibiyo Mein Hota Thoda Gun Wala Gun
Life Ho Jaye Jhun Jhun
Main Jo Keheta Hoon Use Dhyan Se Tu Sun
Shubh Nahin Hota Kabhi Shaadi Ka Shagun
Bibiyo Mein Hota Thoda Gun Wala Gun
Life Ho Jaye Jhun Jhun