Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Hai Tu Bhi Shehar Mein Lyrics – है तू भी शहर में लिरिक्स by Salman Ali
Bollywood · Hindi

Hai Tu Bhi Shehar Mein Lyrics – है तू भी शहर में लिरिक्स by Salman Ali

Singer: Salman Ali
Director: Vipin Patwa
Released: 14 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Dil Mein Mere Phir Wahi Khahishein Hain
Dil Mein Mere Phir Wahi Khahishein Hain
Aa Phir Se Mujhe Tu Diwana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Tu Phir Se Meri Inn Bahon Mein Akar
Theher Ja Jara Sa Nigahon Mein Akar
Iss Dil Ko Ab Bhi Teri Aarzoo Hai
Mujhe Pyaar Karle Gale Se Lagakar
Tu Samne Main Tere Samne Hoon
Tu Samne Main Tere Samne Hoon
Tu Phir Se Nazar Ka Nishana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Zulfon Ke Phir Se Tu Badal Uda De
Hoon Main Hosh Mein Mujhko Pagal Bana De
Aankhon Se Teri Jo Pehele Piye The
Wo Jaam Mujhko Tu Phir Se Pila De
Baarish Mein Bhi Dhoop Jaisi Chubhan Hai
Baarish Mein Bhi Dhoop Jaisi Chubhan Hai
Aa Phir Se Ye Mausam Suhana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Aa Milne Ka Koi Bahana Bana
Hai Tu Bhi Sheher Mein
Hun Main Bhi Sheher Mein
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Hai Tu Bhi Shehar Mein Lyrics – है तू भी शहर में लिरिक्स by Salman Ali
Singer
Salman Ali
Director
Vipin Patwa
Released
14 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner