Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
In Naino Ka Jaadu Ab Tak Koi Na Samjha
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Jhoot Kahan Bolte Hain
Sach Yeh Batate Hain
Naina Tho Dil Ka
Chehra Dikhate Hain
Jhoot Kahan Bolte Hain
Sach Yeh Batate Hain
Naina Tho Dil Ka
Chehra Dikhate Hain
In Mein Haya Hai In Mein Masoomiyat
Dil Ko Lubhane Ki Kabiliyat
Aisa Vaar Kiya, Aisa Zakhn Diya
Aisa Vaar Kiya, Aisa Zakhn Diya
In Naino Ne Ghayal Yaar Hum Ko Kar Diya...
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
In Naino Ka Jaadu Ab Tak Koi Na Samjha...
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Nainaa... Kamaal...
Tore Naina Kamaal...
Nainaa...