O Buliya Re Kahe Dil Ki Zubaan Ye
Chehre Mein Tere Hi Chaand Chupa Hai Na
O Buliya Re Rehene Ko Hawayein
Zulfon Mein Tere Ye Aaj Bhi Aaye Na
Kaise Bataaun Main Jab Se Nigahon Ne Dekha Yaar Mera
Sajde Ki Raahon Pe Chalta Hi Jaaun Main Aisa Haal Mera
Bairiyaa Re Bairiyaa Re
Tu Hi Mera Bairiyaa Re
Bairi Tune Chini Tune Nindiyaan
Bairiyaa Re
Bairi Tune Chini Tune Nindiyaan
Bairiyaa Re
Jab Tu Sab Tu Fariyaad Kya Hi Karun
Maine Ye Dil Tere Naam Kiya
Dar Pe Ghar Ke Jo Rakhe Hain Tune Kadam
Ghar Aashiyaan Tabse Hai Ban Gaya
Tu Miliya Re Mil Jaati Hain Raahein
Ab Se Ye Safar Aasan Tera Mera
Kaise Bataaun Main Jab Se Nigahon Ne Dekha Yaar Mera
Sajde Ki Raahon Pe Chalta Hi Jaaun Main Aisa Haal Mera
Bairiyaa Re Bairiyaa Re
Tu Hi Mera Bairiyaa Re
Bairi Tune Chini Tune Nindiyaan
Bairiyaa Re Bairiyaa Re