Ehsas ko jo zubaan ban gaye
Ehsas ko jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aapki tareef mein kya kahen
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi Rab, aap hi imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Kismat se humein aap hi humdam mil gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh haasil ho gaya
Chahu aur kya ki khuda de ab mujhe
Rab se mil ek ayaan ban gaye
Khwabon ka mere mukaam ban gaye
Aapki tareef mein kya kahen
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi Rab, aap hi imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Harz rawai meri, farz dawaai meri
Ishq hua mujhko
Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Harz rawai meri, farz dawaai meri
Ishq hua mujhko jaan ban gaye