Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Main Tujhe Chhod Ke Lyrics – मैं तुझे छोड़ के लिरिक्स by Kumar Sanu from the movie Trinetra
Bollywood · Hindi

Main Tujhe Chhod Ke Lyrics – मैं तुझे छोड़ के लिरिक्स by Kumar Sanu from the movie Trinetra

Singer: Kumar Sanu
Director: Anand- Milind
Album: Trinetra (1991)
Released: 10 Sep 2012
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Mere bhole sanam tere sar ki qasam
Jake jaldi hi main laut aaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Jab tak sajegi sanson ki sargam
Tere hi nagme gaata rahunga
Yaadon ko teri dil se lagaake
Sapno mein tere aata rahunga
Main jism hoon tu hai jaan, hoge kabhi na juda
Aise na aansu baha, hans ke mujhe kar bida
Mere bhole sanam tere sar ki qasam
Jake jaldi hi main laut aaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Kaise sahoonga dard-e-judaai
Tere bina main kaise rahunga
Ho... kaise sahoonga dard-e-judaai
Tere bina main kaise rahunga
Aaunga leke main saath tujhko phir na
Tujhe main Bye Bye kahunga
Maine jo vaade kiye
Unko nibhaunga main, tera ye chehra haseen
Kaise bhulaunga main
Mere bhole sanam tere sar ki qasam
Jake jaldi hi main laut aaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Main tujhe chhod ke kahan jaunga
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Bye Bye Bye Bye Bye Bye
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Main Tujhe Chhod Ke Lyrics – मैं तुझे छोड़ के लिरिक्स by Kumar Sanu from the movie Trinetra
Singer
Kumar Sanu
Director
Anand- Milind
Album
Trinetra (1991)
Released
10 Sep 2012
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner