Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Isliye Main Duniya Ki
Isliye Main Duniya Ki
Nazron Mein Khatkata Hoon
Nazron Mein Khatkata Hoon
Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Isliye Main Duniya Ki
Isliye Main Duniya Ki
Nazron Mein Khatkata Hoon
Nazron Mein Khatkata Hoon
Main Aapke Seene Mein
Kya Zurm Kiya Jo Pyaar Kiya
Betaabi Ka Izhaar Kiya
Jispe Dil Aaya Us Pal
Sab Kuch Waar Diya
Jo Ji Mein Aayega Ab Hum Bolenge
Razein Mohabbat Ko Ab Hum Kholenge
Jo Baat Ho Keheni Wo Main Khulke Keheta Hoon
Jo Baat Ho Keheni Wo Main Khulke Keheta Hoon
Isliye Main Duniya Ki
Isliye Main Duniya Ki
Nazron Mein Khatkata Hoon
Nazron Mein Khatkata Hoon
Main Aapke Seene Mein
Aahein Kabhi Bharna Nahin
Duniyan Se Kabhi Darna Nahin
Toot Jaye Jo Waada Sanam Karna Nahin
O Jaane Do Dilber Jo Bhi Hona Hai
Is Pyaar Ki Daulat Ko Ab Na Khona Hai
Main Aap Ki Saanson Mein
Din Raat Mehekta Hoon
Main Aap Ki Saanson Mein
Din Raat Mehekta Hoon
Isliye Main Duniya Ki
Isliye Main Duniya Ki
Nazron Mein Khatkata Hoon
Nazron Mein Khatkata Hoon
Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Main Aapke Seene Mein
Dil Banke Dhadakta Hoon
Isliye Main Duniya Ki
Nazron Mein Khatkata Hoon
Nazron Mein Khatkata Hoon
Main Aapke Seene Mein