Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Tera Naam Lete Hain Lyrics – तेरा नाम लेते हैं लिरिक्स – Nishtha Sharma
Bollywood · Hindi

Tera Naam Lete Hain Lyrics – तेरा नाम लेते हैं लिरिक्स – Nishtha Sharma

Singer: Nishtha Sharma
Director: Kausar Jamot
Released: 10 Nov 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Ek pal tujhko na dekhun to
Chain mujhe nahi aata hai
Na jaane ye kyun hota hai
Dil mera ghabraata hai
Haan tere siva kisi aur ko dekhun
Ye dil seh nahi paata hai
Tere bina mera saanson se rishta
Toot jaata hai
Hum itna pagal ho gaye
Sab log ye kehte hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Haan haan...
Mujhko teri ab wafaa mil gayi hai
Jeene ki tu bas wajah ban gayi hai
Mujhko teri ab wafaa mil gayi hai
Jeene ki tu bas wajah ban gayi hai
Ab kya karen jaane jaa
Tu hi bata de mujhe
Tere bina mera kya
Kaise bataaun tujhe
Humko deewana tum kar gaye
Hum itna pagal ho gaye
Sab log ye kehte hain
Hum itna pagal ho gaye
Sab log ye kehte hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Hum itna pagal ho gaye
Sab log ye kehte hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Baaton hi baaton mein
Hum tera naam lete hain
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Tera Naam Lete Hain Lyrics – तेरा नाम लेते हैं लिरिक्स – Nishtha Sharma
Singer
Nishtha Sharma
Director
Kausar Jamot
Released
10 Nov 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner