Tere Siwa Dil Ye Chain Pata Nahin
Tujhe Pyaar Karne Ke Alawa Hamein Kuch Aata Nahin
Zamane Ka Ishq Par Sitam Rukta Nahin
Chahe Jitna Koi Satale Pyarr Jhukta Nahin
Rab Ka Sachha Banda Kisise Kabhi Darta Nahin

Ishq Ke Bin Jeena Jaise Jeherila Tezaab Koi
Zindagi Raat Agar Ishq Hai Aaftab Koi
Kasam Se Koi Samjhao Ye Baat Duniyan Ko
Ye Baat Sachhi Hai Jhuthi Nahin Hai Haan Jhuthi Nahin Hai
Jalne Waalon Ka Ishq Par Sitam Rukta Nahin
Chahe Jitna Koi Satale Pyarr Jhukta Nahin
Rab Ka Sachha Banda Kisise Kabhi Darta Nahin
Rab Ka Sachha Banda Kisise Kabhi Darta Nahin
Ishq Hai Rehnuma Ishq Hai Jaise Raahton Ka Diya
Paa Li Jannat Usne Jisne Bhi Sachha Pyaar Hai Kiya
Kasam Se Koi Samjhao Ye Baat Duniyan Ko
Ye Baat Sachhi Hai Jhuthi Nahin Hai Haan Jhuthi Nahin Hai
Dhokhebazon Ka Ishq Par Sitam Rukta Nahin