Meri Nazar Se Teri Nazar Ne
Kahi Koi To Daastan Hai
Tujhe Mile To Laga Mujhe Kyun
Tera Mera To Waasta Hai
Behki Si Dhadkan Pe
Teri Dhun Sawaar Hai
Mujhko Jo Kehna Tha
Dil Ne Keh Diya
Tujhse Pyaar Hai Mere Yaar Hai
Aisi Bekhudi Pehli Baar Hai
Tujhse Pyaar Hai Mere Yaar Hai
Aisi Bekhudi Pehli Baar Hai
Befikar Se Din The Ajnabi Si Raatein
Par Yun Hai Yaar Yun Hai
Aane Se Tumhare Aa Gaye Nazare
Ab Yun Hai Yaar Yun Hai
Bin Wajah Haste Hain
Tere Hi Bimaar Hain
Tujhse Jo Kehna Hai
Dil Ne Keh Diya
Tujhse Pyaar Hai Mere Yaar Hai
Aisi Bekhudi Pehli Baar Hai
Tujhse Pyaar Hai Mere Yaar Hai
Aisi Bekhudi Pehli Baar Hai