Ho tu dil todne mein maahir
Par tootey dil ka kya kijey
Main mehfilon ki shaayar
Par tere zikr ka kya kijey
Yeh gam hoga
Toh kitne gham na honge
Yeh gum hoga
Toh kitne gham na honge
Teri mehfil mein lekin
Hum na honge
Mohabbat karne wale
Kamm na honge
Dilo ki uljhane
Haan uljhane uljhane
Uljhane uljhane
Dilo ki uljhane
Badhte rahengi
Agar kuchh mashaware ka
Hum na honge
Agar kuch mashaware ka
Hum na honge
Teri mehfil mein lekin
Hum na honge hum na honge
Mohabbat karne wale
Mohabbat karne wale
Kam na honge
Teri mehfil mein lekin
Hum na honge
Mohabbat karne wale karne wale
Karne wale karne wale
Kam na honge