Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Meri Zindagi Lyrics – मेरी ज़िन्दगी लिरिक्स by Tulsi Kumar & Vishal Mishra
Bollywood · Hindi

Meri Zindagi Lyrics – मेरी ज़िन्दगी लिरिक्स by Tulsi Kumar & Vishal Mishra

Director: Javed- Mohsin
Released: 29 Jan 2024
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Chupke Se Teri Neendon Mein Aaun
Halke Se Koi Khaab Jagaun
Chupke Se Teri Neendon Mein Aaun
Halke Se Koi Khaab Jagaun
Door Tujhse Jaun To
Door Tujhse Jaun To
Main Mar Jaaun
Meri Zindagi Ban Gaya Hai Tu
Meri Har Khushi Ban Gaya Hai Tu
Maangi Jo Rab Se Dua Hai Tu
Meri Qismaton Mein Likha Hai Tu
Aisa Koi Lamha Hota Nahin Hai
Aankhon Ko Jab Tu Dikhta Nahi Hai
Rab Ki Kasam Tere Saath Chalunga
Shaam Savere Teri Baatein Sununga
Dil Mein Utar Ja Tu Haaye
Dil Mein Utar Ja
Main Dhundh Na Paaun
Meri Zindagi Ban Gaya Hai Tu
Meri Har Khushi Ban Gaya Hai Tu
Maangi Jo Rab Se Dua Hai Tu
Meri Qismaton Mein Likha Hai Tu
Main Tere Vaaste
Badal Doon Raaste
Naa Leke Jaaye
Agar Wo Teri Taraf
Tu Mera Kya Lage
Bata Doon Main Tujhe
Tu Hi Jameen Hai Meri
Tu Hi Falak
Maangi Jo Rab Se Dua Hai Tu
Meri Qismaton Mein Likha Hai Tu
Meri Qismaton Mein Likha Hai Tu
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Meri Zindagi Lyrics – मेरी ज़िन्दगी लिरिक्स by Tulsi Kumar & Vishal Mishra
Singer
Tulsi Kumar & Vishal Mishra
Director
Javed- Mohsin
Released
29 Jan 2024
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner