Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Tumse Pyaara Koi Nahin Lyrics – तुमसे प्यारा कोई नहीं
Bollywood · Hindi

Tumse Pyaara Koi Nahin Lyrics – तुमसे प्यारा कोई नहीं

Singer: Chetna Bhardwaj
Director: Himesh Reshammiya
Album: Himesh Ke Dil Se
Released: 10 Aug 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Main Tujhe Bhool Jaaun Ye Mumkin Nahin
Magar Door Jaane Ke Baad Bhi Tu Meri
Zindagi Mein Wapas Na Aaye
Ye Bhi Namumkin Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Bahot Pyaar Karte Hai Tumse Hum
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tumse Pyaara Koi Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Bahot Pyaar Karte Hai Tumse Hum
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tumse Pyaara Koi Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Maine To Socha Na Tha Tum Yun Miloge
Humko Kabhi Aur Hum Diwane Honge Is Tarah Sanam
Jab Chahe Tum Humko Aazma Lena Zindagi Mein
Lelo Tum Chahe Humse Ab Koi Kasam
Tumse Pyaara Koi Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Jaane Kyun Dil Mera Har Pal Tujhko Hi Yaad Kare
Chahe Tum Door Ho Ya Chahe Kareeb
Khoya Man Rehta Hai Har Lamha Bas Tere Khabon Mein
Ho Gaye Hum Tere Ishq Mein Thode Ajeeb
Tumse Pyaara Koi Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Bahot Pyaar Karte Hai Tumse Hum
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tere Bina Yaara Jeena Nahin
Tumse Pyaara Koi Nahin
Teri Or Khinche Chale Aaye Hum
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Tum Ho Jahan Dil Jaye Wahin
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Tumse Pyaara Koi Nahin Lyrics – तुमसे प्यारा कोई नहीं
Singer
Chetna Bhardwaj
Director
Himesh Reshammiya
Album
Himesh Ke Dil Se
Released
10 Aug 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner