Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Jeena Haraam Lyrics – जीना हराम लिरिक्स by Vishal Mishra, Shilpa Rao from the movie Crakk
Bollywood · Hindi

Jeena Haraam Lyrics – जीना हराम लिरिक्स by Vishal Mishra, Shilpa Rao from the movie Crakk

Director: Tanishk Bagchi
Album: Crakk
Released: 25 Jan 2024
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Itni Mohabbat Mujhse
Kare Jo Na Koyi
Tune Woh Kaam Kar Diya Haaye
Jeena Haram Kar Diya
O Itni Mohabbat Mujhse
Kare Jo Na Koyi
Tune Woh Kaam Kar Diya Haaye
Jeena Haraam Kar Diya
Main Na Samjhun Na Jaane
Kaise Tu Mera Hua
Maine Dil Na Lagaya
Phir Kyun Dil Tera Hua
Ishq Khuda Ne Banaya
Tujhko Jahaan Mein
Mujhi Se Milaya
Aisa Mahaul Banaya
Meri Or Tu Challa Aaya
Ho Ismein Mera Kya Kasoor
Pehli Nazron Mein Choor Hoke
Dil Tere Naam Kar Diya Haaye
Jeena Haram Kar Diya
Itni Mohabbat Mujhse
Kare Jo Na Koyi
Tune Woh Kaam Kar Diya Haaye
Jeena Haraam Kar Diya
O Ismein Mera Kya Kasoor
Pehli Nazron Mein Choor Hoke
Dil Tere Naam Kar Diya Haaye
Jeena Haram Kar Diya
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Jeena Haraam Lyrics – जीना हराम लिरिक्स by Vishal Mishra, Shilpa Rao from the movie Crakk
Singer
Vishal Mishra, Shilpa Rao
Director
Tanishk Bagchi
Album
Crakk
Released
25 Jan 2024
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner