Ek sapna tha wo
Ek toota taara
Dhundhun ab kahan
Dil ki marji thi
Dil ko hi haara
Jaane kab andhera ho gaya hai aashman
Kya maine socha tha
Kya maine paaya
Khwabon ke badle dhokha hi khaya
In khali haathon me ek kal ka saya
Kya maine socha tha
Kya maine paaya
Khali kagaj pe
Rangi teri hansi
Hawasi udd chali
Kelte keltehi adhuri reh gayi
Kahani ye kabhi jo thi humari jindagi
Kya maine socha tha
Kya maine paaya
Khwabon ke badle dhokha hi khaya
In khali haathon mein ek kal ka saya
Kya humne socha tha
Kya humne paaya