Tere Siwa Iss Dil Mein Aur Koi Nahin Aa Sakta
Tera Mera Rishta Labzon Mein Baya Nahin Kiya Ja Sakta
Beqaraarr Dil Mera Tera Ho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai
Tum Ko Ji Bharke Dekh Lena Chahe Dil
Har Pal Har Lamha Hai Yahi Mushkil
Dhadkane Betaab Hai Ab Tere Liye
Dil Ko Aetbaar Tu Hai Mere Liye
Beqaraarr Dil Mera Tera Ho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai
Aashaqui Ye Sama Aur Ye Chaandni
Ishq Ki Bahaar Chede Dil Ki Raagni
Tera Pyaar Tera Sath Tera Falsafa
Hai Meri Ye Zindagi Bas Teri Dua
Beqaraarr Dil Mera Tera Ho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tum Jo Paas Aaye To Dil Ye Kho Gaya
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai
Tu Aaja Saawre Tera Intezaar Hai
Meri Dhadkan Pe Tera Hi Iktiyaar Hai