Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Hans Ke Milna Lyrics – हंस के मिलना लिरिक्स – Stebin Ben
Bollywood · Hindi

Hans Ke Milna Lyrics – हंस के मिलना लिरिक्स – Stebin Ben

Singer: Stebin Ben
Director: Amjad Nadeem Aamir
Album: The Archies (2023)
Released: 30 Oct 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Hai Woh Itne Haseen Humko Hai Yeh Yaqeen
Husn Saara Unhi Pe Khatam Ho Gaya
Jitne Chehre The Be-Noor Sab Ho Gaye
Husn Saare Zamaane Ka Kam Ho Gaya
Hum Toh Naadaan The Ishq Ke Khel Mein
Hum Toh Naadaan The Ishq Ke Khel Mein
Be-Rukhi Ko Bhi Chaahat Samajhte Rahein
Samajhte Rahein
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Humko Dekho Mohabbat Samajhte Rahein
Khwaab Hi Khwaab Bas Woh Dikhaate Rahein
Khwaab Hi Khwaab Bas Woh Dikhaate Rahein
Humko Dekho Haqeeqat Samajhte Rahein
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Humne Dekhi Hai Aankhein Bahut Si Magar
Unki Aankhon Mein Lekin Alag Baat Hai
Humne Dekhi Hai Aankhein Bahut Si Magar
Unki Aankhon Mein Lekin Alag Baat Hai
Baat Karti Hui Muskuraati Hui
Aisi Aankhon Se Pehli Mulaqaat Hai
Shauq Barbaad Hone Ka Humko Bhi Tha
Ishq Mein Hum Bhi Barbaad Ho Hi Gaye
Barbaad Ho Hi Gaye
Ek Dafa Tum Palat Kar Toh Dekho Humein
Hum Bhi Samjhenge Aabaad Ho Hi Gaye
Hum Toh Anjaan The Unki Neeyat Se
Ho... Hum Toh Anjaan The Unki Neeyat Se
Unko Jaageer Apni Samajhte Rahein
Samajhte Rahein
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Humko Dekho Mohabbat Samajhte Rahein
Khwaab Hi Khwaab Bas Woh Dikhaate Rahein
Khwaab Hi Khwaab Bas Woh Dikhaate Rahein
Humko Dekho Haqeeqat Samajhte Rahein
Hans Ke Milna Toh Aadat Thi Unki Magar
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Hans Ke Milna Lyrics – हंस के मिलना लिरिक्स – Stebin Ben
Singer
Stebin Ben
Director
Amjad Nadeem Aamir
Album
The Archies (2023)
Released
30 Oct 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner