Nain Tumko Chune
Bas Baat Dil Ki Sune
Duniyan Ko Bhoolke
Tere Hi Khwaab Gune
Tujh Mein Aur Khuda Mein
Koi Fark Na Jaane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Tujh Mein Aur Khuda Mein
Koi Fark Na Jaane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Deewane Deewane
Deewane Tere Hum To
O Maahi Tere
Diwaane Diwaane
Diwane Tere Hum To
Maang Loon Main Tujhe Koi Sitara Toote
Judke Na Phir Kabhi Rishta Hamara Toote
Raaton Ka Pata Nahin Kab Sabere Hove
Waqt Bhi Dekha Na Jabse Tere Huye
Tujhe Apna Hai Kehena
Ve Main Tere Naal Rehna
Dekhne Ke Tujhe Hum Dhoondhe Bahane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Tujh Mein Aur Khuda Mein
Koi Fark Na Jaane
Hum Toh Deewane Deewane
Tere Deewane Hain Deeewane
Deewane Deewane
Deewane Tere Hum To
O Maahi Tere
Diwaane Diwaane
Diwane Tere Hum To