Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Agar Mujhse Mohabbat Hai Lyrics – अगर मुझसे मोहब्बत है लिरिक्स – Lata Mangeshkar
Bollywood · Hindi

Agar Mujhse Mohabbat Hai Lyrics – अगर मुझसे मोहब्बत है लिरिक्स – Lata Mangeshkar

Singer: Lata Mangeshkar
Director: Madan Mohan
Released: 29 Nov 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Tumhare Gum Ko Apna Gum Banalun To Karaar Aaye
Tumhare Gum Ko Apna Gum Banalun To Karaar Aaye
Tumhara Dard Seene Mein Chupalun To Karaar Aaye
Wo Har Shai Jo Tumhein Dukh De Mujhe Mere Sanam De Do
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Mujhe Sab Apne Gum De Do
In Aankhon Ka Har Ek Aasu Mujhe
Meri Kasam De Do
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Sharike Zindagi Ko Kyun Sharike Gum Nahin Karte
Dukhon Ko Baantkar Kyun Inn Dukhon Ko Kam Nahin Karte
Tadap Iss Dil Ki Thodi Si Mujhe Mere Sanam De Do
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Mujhe Sab Apne Gum De Do
In Aankhon Ka Har Ek Aasu Mujhe
Meri Kasam De Do
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Agar Mujhse Mohabbat Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Agar Mujhse Mohabbat Hai Lyrics – अगर मुझसे मोहब्बत है लिरिक्स – Lata Mangeshkar
Singer
Lata Mangeshkar
Director
Madan Mohan
Released
29 Nov 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner