Hum behno ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din saal mein
Aata hai ek din saal mein
Aaj ke din main jahan bhi rahun
Chale aana vahan har haal mein
Chale aana vahan har haal mein
Hum behno ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din saal mein
Aata hai ek din saal mein
Kitne din aur kitni rainey
Is aangan mein rehna hai maine
Kitne din aur kitni rainey
Is aangan mein rehna hai maine
Paradesi hoti hai bahaane
Babul jaane bhej de meri
Doli kab sasuraal mein
Chale aana vah har haal mein
Hum behno ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din saal mein
Aata hai ek din saal mein
Main hoon bholi bairi zamana
Bhaiya meri laaj bachana
Main hoon bholi bairi zamana
Bhaiya meri laaj bachana
Is raakhi ki reet nibhane
Aisa na ho main tadaapu aise
Bulbul jaise jaal mein
Chale aana vahaan har haal mein
Hum behno ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din saal mein
Aata hai ek din saal mein