Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Tum Badal Rahe Ho Lyrics – तुम बदल रहे हो लिरिक्स by Sakshi Holkar
Bollywood · Hindi

Tum Badal Rahe Ho Lyrics – तुम बदल रहे हो लिरिक्स by Sakshi Holkar

Singer: Sakshi Holkar
Director: Mandeep Panghal
Released: 31 Jan 2024
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Paas Rehekar Bhi Mere
Door Door Chal Rahe Ho
Paas Rehekar Bhi Mere
Door Door Chal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Tum Mere Nahin Na Sahi
Maan Liya Maine
Dil Mein Tumhare Kya Chupa Hai
Jaan Liya Maine
Par Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Aankhon Mein Bhi Pehele Jaisa
Pyaar Nazar Nahin Aata Hai
Thaam Bhi Loon Haathon Ko To
Aetbaar Nazar Nahin Aata Hai
Aankhon Mein Bhi Pehele Jaisa
Pyaar Nazar Nahin Aata Hai
Thaam Bhi Loon Haathon Ko To
Aetbaar Nazar Nahin Aata Hai
Zindagi Se Meri Ab Tum
Chupke Nikal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Tum Mere Nahin Na Sahi
Maan Liya Maine
Dil Mein Tumhare Kya Chupa Hai
Jaan Liya Maine
Par Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Beech Raasate Mein
Lagne Laga Hai
Ke Ab Main Tumhari
Manzil Nahin Hoon
Haan Tum Jaate Jaate Itna Batado
Kya Main Tumhare Kaabil Nahin Hoon
Girake Mujhe Safar Mein
Khud Kahin Sambhal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Tum Mere Nahin Na Sahi
Maan Liya Maine
Dil Mein Tumhare Kya Chupa Hai
Jaan Liya Maine
Par Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Hota Wahi Hai Jo
Yaara Rab Likhta Hai
Tum Badal Rahe Ho
Saaf Saaf Dikhta Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Tum Badal Rahe Ho Lyrics – तुम बदल रहे हो लिरिक्स by Sakshi Holkar
Singer
Sakshi Holkar
Director
Mandeep Panghal
Released
31 Jan 2024
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner